Thursday, 30 May 2013

RSS

congressi muslim neta aur zazbati muslim navjawano ke virodh par RSS aur uski tanzimen mazboot hoti ja rahi hai kyun ke jab in ka virodh hota hai to in ki charcha jiyada badh jati hai aur jis ki jiyada charcha ki jati hai wo badhti hi hai.

jis din zazbati muslim navjawan RSS ka virodh karna band kar dega us din RSS aur uski tanzimo ka dam ghut jayega aur wo khatam ho jayega.

No comments:

Post a Comment