Saturday, 23 February 2013

Kya ye traning hoti hai wo business camp hote hain aur jo paisa kharch karta hai wo busJisiness man hota hai,Kiska paisa hota hai aur kyun paisa deta hai?????

(1)    Bomb ki traning camp chalane me paisa kharch hota hoga.
(2)    Bomb banane ki taraning ki samagri me paisa kharch hota hoga.
(3)    Bomb blast ke liye remot banane me kharch hota hoga.
(4)    Bomb banane ke samagri me paisa kharch hota hoga.
(5)    Bomb blast ki point sarve karne me kharch hota hoga.
(6)    Bomb kisi gaadi me hota hai usme paisa kharch hota hoga.
(7)     Jo log bumb blast karte hain unpar kharch hota hoga.
(8)    Bomb blast karne walonke aane jane me kharch hota hoga.
(9)    Bomb blast walon ke rahne aur khane me kharch hota hoga.
(10)  Jis jagah par bomb banate honge uspar kharch hota hoga.

Kya ek aam aadmi zazbat me aakar itna sab kuchh kar sakta hai ya  camp me ye traning hoti hai wo business camp hote hain aur jo paisa kharch karta hai  wo busJisiness man hota hai,Kiska paisa hota hai aur kyun paisa deta hai?????

No comments:

Post a Comment