Thursday, 21 March 2013

Kaise bachaye is samaj ko ?



(1)    Nakara logon ke banaye huye system ne sab ko nakara bana diya hai.
(2)    Mazlumo me madad mangne ki himmat nahi rahi.
(3)    Dhanwano aur educated logon me bolne ka sahash nahi raha.
(4)    Ulma-e-soo ke fareb me aakar ulma-e-haq ki koyee manta nahi.
(5)    Asli dharm guru ki koyee sunta nahi hai.
(6)    Kalakar ko samaj ne mazak bana rakha hai.
(7)    Be-bas aur mazboor logo me rone aur chillane ki himmat nahi rahi.
(8)    Netaon n me netrutt ki samajh nahi.
(9)    Jihad ka rukh burayee ki taraf se hatakar doosre dharam ki taraf mod diya gaya hai.

Kaise  bachaye  is  samaj  ko ? 

No comments:

Post a Comment