Rahul Gandhi ya Narindra Modi ke pardhan mantry banne se
(1)
Kya mahgayee khatam ho jayegi ?
(2)
Kya gareebi aur berojgari kam ho jayegi ?
(3)
Kya riswat
khori aur bharashtchar khatam ho jayega ?
(4)
Kya atankwad
aur naksalwad khatam ho jayega ?
(5)
Kya kattarwad aur jatiwad khatam ho jayega ?
(6)
Kya parantwad aur bhashawad khatam ho jayega ?
(7)
Kya Tax kam ho jayenge ?
(8)
Kya kissan aur mazdoor ki halat sudhar jayegi ?
(9)
Kya mahila ka balatkar ruk jayega?
(10)Kya police aur sarkari
adhikari zimmedar aur imandar ho jayenge ?
Agar ye sab me rahat nahi hoga to koyee bhi
pardhan mantry bane aam aadmi ka kya
lene dena hai ??
No comments:
Post a Comment