Bharat ko pahle bhi sabne milkar sone ki chidya banaye they aur ham sab milkar fir se bharat ko sone ki chidya banaye ge.
Tuesday, 12 March 2013
Rahul Gandhi ya Narindra Modi
Rahul Gandhi ya Narindra Modi ke pardhan mantry banne se
(1)
Kya mahgayee khatam ho jayegi ?
(2)
Kya gareebi aur berojgari kam ho jayegi ?
(3)
Kya riswat
khori aur bharashtchar khatam ho jayega ?
(4)
Kya atankwad
aur naksalwad khatam ho jayega ?
(5)
Kya kattarwad aur jatiwad khatam ho jayega ?
(6)
Kya parantwad aur bhashawad khatam ho jayega ?
(7)
Kya Tax kam ho jayenge ?
(8)
Kya kissan aur mazdoor ki halat sudhar jayegi ?
(9)
Kya mahila ka balatkar ruk jayega?
(10)Kya police aur sarkari
adhikari zimmedar aur imandar ho jayenge ?
Agar ye sab me rahat nahi hoga to koyee bhi
pardhan mantry bane aam aadmi ka kya
lene dena hai ??
Monday, 11 March 2013
Friday, 1 March 2013
Subscribe to:
Posts (Atom)






.jpg)










