jab rang zamana ko yaro ham rang banana hota hai .
To chadh kar wafa ki fansi pe bhi jashn manana hota hai .
Ye dehr amal ka maydan hai guftaar mahazhai la hasil .
Jo baat bhi kahni ho pahle khud karke dekhana hota hai .
Yun ishq ki manzil sahal nahi dogaam chalen tay ho jaye .
Manzil pe pahuchne ki khatir apne ko mitana hota hai .
Agaze mohabbat ka saoda go muft mile lekin sathi .
Anjame mohabbat ki khatir ghar baar lutana hota hai .
Ghanghor ghatayen batil ki jab sari feza par chai hon .
Khud banke sadaqat ki aandhi badal ko hatana hota hai
Har simt se toofa.n.uthte hain har gaam pe thokar lagti hai . Jab rahe haqeeqat par chal kar dunya ko chalana hota ha.
Abu Talib Khan

No comments:
Post a Comment