bharat desh ko ek naye siyasi vikalp ki talash hai.
(1) secularism ko Nehru gharane ne apni property banali hai.
(2) Hindutva ko bjp ne hijack karke qaid kardiya hai.
(3) Samajwad par mulayam parivar ne kabja karliya.
(4) Bahujanwad ko mayawati ne girvi rakh diya.
(5) Left ne Lenin wad ko satte ka gulam bana diya.
(6) Har state me chhoti chhoti partyan hain jo apne aap me mast hain.
Dukh jhele hain aazadi ki shama jalane walon ne,
Aur bharat par raaj kiya hai chor gharane walo ne.
Chote mote choron ne to chand gharon ko loota tha,
Pure desh ko loot liya sarkar chalane walon ne.
aapka kya kahna hai ??

No comments:
Post a Comment