Wednesday, 30 January 2013

Desh ka bada dushman kaun ?

Desh ka bada dushman kaun ?

(1) Algaowad ?.
(2) Prantwad ?.
(3) Jatiwad ?.
(4) Atankwad ?.
(5) Naksalwad ?.
(6) Kattarwad ?.
(7) Bhashawad ?.
(8) Bharashtachar ?.
(9) Poonjiwad ?.

Muslin RESERVATION

Muslin RESERVATION

(1)Reservation jaat ya dharm ke aadhar par nahi milega balke pese ke aadhar par mile ga jaise ke ,musalman Teli,musalman Mali,Ansari,musalman Rangrej,musalman Mansoori,musalman naaye,musalman dhobi,quresi,musalman gadarya,musalman khatik,musalman banjara, Manihar etc

(2)is trah ke jitni bhi muslim pesewar samaj hain Reservation milta hai aur milega

(3)Musalman apne pese se hatkar apna naam aur pahchan batata hai jaise ke khan,pathan,shaikh,sayyad,is lye unko Reservation nahi milega

(4)sakari nokario’n me Reservation hashil karne me bhi taalim ki zarurat hai aur Reservation ke dayre me aane wala musalman us taalim me nahi hai jis taalim ki nokri ko zarurat hai

(5) khan,pathan,shaikh,sayyad,ki sakl me apne aap ko uncha sabit karne ke karan certificate banne me dikkat hoti hai is wajah se bhi musalmano ko Reservation nahi mil pata hai.

(6)upar dye karno’n ki wajah se Reservation me musalmano’ ka hissa dusre le jate hai’n

(7)BJP to halla karti hai isi ke sath kuch musalman bina jane samjhe halla karta hai aur BJP ki awaz ko hawa dete rahte hain.

(8)Upar darsaye gaye pesawar samaj ke bacho’n ko chahye ke who apni pachan ko ujagar karke apni obc ki aur sc/st ki certificate banwaye’n fir Reservation ke lye kossis Kare’n insallah aap ko zarur kaamyabi milegi .Musalamano me bhi jo S.C aur S.T.samaj paya jata hai usko bhi sc/st,kote se Reservation milega.

RSS ka dawa hai ke woh desh hit ki sanstha hai to usme bhi jaat ke aadhar par 100% Reservation kar dena chahye
Agar 100% Reservation hua hota to yah tasveer nahi banti

सारे जहाँ से अच्छा हिंदोस्तां हमारा !

सारे जहाँ से अच्छा हिंदोस्तां हमारा !
हम बुलबुले हैं इसकी, यह गुलिस्ताँ हमारा !

ग़ुरबत में हों अगर हम, रहता है दिल वतन में !
समझों वहीँ हमें भी, दिल हो जहाँ हमारा !!

पर्वत वोह सबसे ऊंचा, हमसाया आसमां का !
वो संतरी हमारा, वोह पासबाँ हमारा !!

गोदी में खेलती हैं, जिसकी हज़ारों नदियाँ !
गुलशन है जिनके दम से रश्क-ए-जनां हमारा !!

ए आब-ए-रूद-ए-गंगा, वोह दिन है याद तुझको !
उतरा तेरे किनारे, जब कारवां हमारा !!

मज़हब नहीं सिखाता, आपस में बैर रखना !
हिन्दी हैं हम वतन हैं, हिन्दोस्तां हमारा !!

यूनान-ओ-मिस्र-ओ-रोमां, सब मिट गए जहाँ से !
बाक़ी मगर है अब तक नाम-ओ-निशां हमारा !!

कुछ बात है कि हस्ती मिटती नहीं हमारी !
सदियों रहा है दुश्मन, दौर-ए-ज़मां हमारा !!

"इकबाल" कोई महरम अपना नहीं जहाँ में !
मालूम क्या किसी को, दर्द-ए-निहां हमारा !!
Shahrukh Khan ne bari himmat ka kaam kiya aur aam hindustani musalman jis karb se guzar raha hai , apni abhiwayakti se usi ki numaindagi ki hai, aaj Azadi 64 saal ho gaye iske bawajood ham musalmano ko shak ki nazar se dekha jata hai, naukariyoun me bhedbhav hota hai, Pakistan ja ker basne ke tane diye jate hai, hame itniqurbani diye jane ke bawajood desh drohi kaha jata hai, Main khud bhuktbhogi hoon meri shruooati Taleem hindu management ke school me hui aur baad me Allahabad University me taleem ke dauran hostel me rehna hua to mujhe hamesha kattarpanthi R.S.S samarthak larko ne tease kiya tane diye, namaz wa wazoo ke tareeke wa peshab ke baad pani ka istemal kerne ka mazaq uraya gaya, bahasbazi hui, kabhi, kabhi maarpeet ki bhi naubat hui, kiraye ka room lene me pareshani hui, aaj bhi sanghiyoun ke page per gali, galauj wa Islam wa pagember ko, bura bhala kaha ja raha hai, behurmati ki ja rahi hai aur jab yahi baat Shahrukh jaise selibrity ne keh di to bawal mach gaya, haan ye alag baat hai ki is mamle me Pakistan ke homeminister kobolne ka haq nahi kyounki aapka mulk to khud hi nakam mulk hai aur wahan maslak ke naam per maarkaat machi hui hai, hamara masla ham khud hal kerne wa virodh kerne me sakcham hain. Azhar Shamim.

मुसलमानों, हिन्दुओं और ईसाइयों के बीच नफरत

मुल्क के कई ऐसे हिस्से हैं जहाँ हिन्दुओं और मुसलमानों और कहीं हिन्दुओं और ईसाइयों के बीच नफरत अपने चरम पर है I कश्मीर में मुस्लिम चरमपंथियों ने कई सालों तक हिन्दुओं के कत्ले आम किये इसी तरह मुल्क में कई जगह हिन्दू चरमपंथियों ने मुस्लिमो और ईसाइयों के सामूहिक नरसंहार किये जिनमे पुलिस और प्रशासन ने भी उन हिन्दू चरमपंथियों की मदद की जैसे हाशिमपुरा ,मलियाना ,गुजरात ,कंधमाल I
मैंने कई बार भाजपा और उससे जुड़े कट्टर विचारधारा के दलों के प्रमुखों ने नेशनल टी वी पर बहस में काँग्रेस/समाजवादी को निशाना बनाते हुए ये कहते हुए सुना है कि भारत में अब हिन्दू होना भी अपराध हो गया है और हिन्दुओं को अपने देश में ही हिन्दू होने के नाम पर प्रताड़ित किया जाता है और ये सब मुस्लिम तुष्टिकरण का नतीजा है यानि उनके कहने का तात्पर्य सीधे सीधे ये है कि उन पर गैर भाजपाई सरकारें धर्म के नाम पर ज़ुल्म करती हैं लेकिन इनके इन बयानों को लेकर ना तो कभी कोई टी वी पर बड़ी बहस का आयोजन होता है और ना कोई ये कहता है कि इनके ऐसे बयानों से भारत की अन्तर्राष्ट्रीय स्तर पर बदनामी हो रही है तो फिर अगर शाहरुख खान ने अपने साथ हुए किसी धार्मिक भेदभाव पर अपनी राय ज़ाहिर कर दी तो इतना हंगामा है क्यूँ बरपा I अभी कुछ साल पहले ही शायद शबाना आजमी और इमरान हाशमी जैसे अदाकारों को मुम्बई की एक सोसाइटी ने फ़्लैट इसलिए नहीं दिया था क्योंकि वो मुसलमान थे और इसी तरह मुल्क के कई हिस्से ऐसे भी होंगे जहां मुस्लिम अपने घर या सोसाइटी में किसी हिन्दू को देखना नहीं चाहते अब अगर ऐसा कोई इन्सान जिसके साथ धार्मिक आधार पर भेदभाव हुआ हो और वो उसे ज़ाहिर कर दे तो क्या ये गुनाह है और अगर गुनाह है तो फिर भारत में लोकतंत्र का मतलब किसी एक ख़ास समुदाय के लिए ही है और दुसरे समुदाय के लिए राजशाही जहाँ आप अपने साथ हुए ज़ुल्मों को बयान भी ना कर सके I
कल रात टी0वी0 पर शाहरुख मुद्दे पर बड़े बड़े विद्वानों को अपनी राय ज़ाहिर करते हुए देखा और एक बात बड़ी साफ़ तौर पर समझ में आई कि लोगों को शाहरुख खान के दिए बयान से दुख कम है बल्कि इस मामले में रहमान मालिक के बयान से दुःख ज्यादा है मगर किसी भी विद्वान को रहमान मालिक से माँफी मँगवाने की जिद करते हुए नहीं देखा बल्कि रहमान मालिक के बयान का गुस्सा शाहरुख खान पर उतारते हुए देखा और हर एक विद्वान शाहरुख खान से माँफी मंगवाने की जिद पर अड़ा हुआ दिखाई दिया I अब अगर इस पहलू को हम एक मिनट के लिए दुसरे नज़रिए से देखें तो पाकिस्तान के सिन्ध प्रान्त में 2012 में एक हिन्दू लड़की का अपहरण हुआ था जिसमें एक मुस्लिम परिवार को नामज़द किया गया था और अपहरण की गूँज सबसे ज्यादा भारत में सुनाई दे रही थी जगह जगह बजरंग दल ,शिव सेना , अखिल भारतीय हिन्दू परिषद जैसे अन्य दलों के लोग सड़कों पर प्रदर्शन कर रहे थे बल्कि इन प्रदर्शनों में कई जगह सरकारी गाड़ियों और एक जगह तो एक सरकारी कार्यालय में आग तक लगा दी गई थी ,सबकी एक ही माँग थी कि सिन्ध में हिन्दुओं पर हो रहे ज़ुल्मों का हिसाब भारत करे और पाकिस्तान पर आक्रमण किया जाए तो क्या ऐसे हालात में पाकिस्तान को उस लडकी के परिवार पर ये दबाव बनाना चाहिए था कि वो देश से माँफी माँगे कि उसकी वजह से पाकिस्तान की अन्तर्राष्ट्रीय स्तर पर बदनामी हो रही है या फिर पीड़ित को इन्साफ देना चाहिए था ताकि फिर किसी हिन्दू पर पाकिस्तान में ज़ुल्म ना हो ये बात में इसलिए लिख रहा हूँ कि अगर इसी बात को शाहरुख खान से जोड़कर देखें तो क्या अपने साथ हुए भेदभाव को ज़ाहिर करना जुर्म है जिसके लिए शाहरुख खान को माँफी माँगनी चाहिए या फिर कुछ ऐसे इन्तजाम किये जाएँ कि जिससे फिर किसी खान ,कुमार या अलबर्ट के साथ धार्मिक आधार पर भेदभाव ना हो I

M Shahid Guddu

रंग गोरा करने वाली क्रीम होती तो

रंग गोरा करने वाली क्रीम होती तो बाजार क्षेत्र भारत नहीँ अफ्रिका होता।
ओबामा और ओपेरा विनफ्रे जैसे अरबपती काले काले नहीँ होते।

हाईट लम्बी करने वाली दवा सच मेँ हाईट बढ़ाती तो नेपाल और चाईना की खपत ही पूरी नहीँ हो पाती।

बाल काले मुलायम रेशमी अगर करने वाला तैल होता तो अमेरिका और यूरोप मेँ चमकिले सुनहले बुढ़ऊ टाईप बाल नहीँ होते।

जितने भी प्रोडक्ट वाले है सब भारत को मार्केटिंग अड्डा बना लिये है।

क्योंकी भारत मेँ जरूरत की चीजे नहीँ खरीदी जाती।
बल्की विज्ञापन देख के जरूरत महसूस किया जाता है।
फिर वस्तुये खरीदी जाती है।

फिर बेवकूफ बन जाया जाता है। ..क्यों की इन्हें भी लगता है की देश के अनपढ़ जाहिल नेता इन लोगो को बेवकूफ बना सकता है तो हम क्यों नहीं .....!!

Ashraf Azmi

ZAROORAT EK INQALAB KI



PASMANDA BHARTIYA MUSLIM, ZAROORAT EK
INQALAB KI

YE MERA MAZMOON AWADHNAMA URDU
DAILY ME
SHAAYA HUA THA USE AAJ FB PAR LIKH
RAHA HOON.

HAAYE RE PASMANDA HINDUSTANI MUSALMAN TERE
HAALAAT KO QALAM BAND KARTE HUE AANKHO SE
ASHK KI JAGAH LAHOO DAAMAN KO TAR KAR DETE
HAIN. AFSOS SADD AFSOS K HAM JAB GINTIYO ME
BHARAT AAYE TO EQTEDAAR PE QAABIZ HUE AUR AAJ
TAQREEBAN 30 CRORE AABADI HONE KE BAAWAJOOD EQTEDAAR KI BAAT TO DOOR ISME HISSEDAARI BHI NA
K BARAABAR HAI. JUNG E AZADI K SHURUAAT SE
BHARAT KI AZADI TAK HAMNE APNE CHAMAN KO
LAHOO SE SEECHNE ME BHI GUREZ NA KIYA AUR YE
SILSILA JAB BHI ZAROORAT PADI JAARI RAHA BALKI
JAANISAARI K JAZBE KE SAATH APNE SARO PAR KAFAN BAANDH KAR ANGREZI HUKUMAT K KHILAAF
JUNGE LADI AUR FATEH BHI HAASIL KI. MAGAR
NAAKAAM HO GAYI UNKI QURBAANIYA JINHONE
APNI NASLO K BAHBOOD K LIYE LADAAI LADI. AAJ
AZADI KE 65 SAAL BAAD JITNA EQTESAADI, SAMAAJI
AUR ROOHANI NUQSAAN HINDUSTAN K MUSALMANO KA HUA UTNA NUQSAAN KISI BHI QAUM KA NAHI HUA
AUR IS NUQSAAN KE LIYE AGAR KOI ZIMMEDAAR BHI
HAI TO YAHI QAUM E MUSLIM HI HAI KYUNKI HAMARE
RAHNUMAAO NE BARSAR E EQTEDAAR HUKUMATO ME
NUMAAINDAGI TO KI AUR KAR BHI RAHE HAIN
MAGAR UNHONE HUKUMAT SE MUSLIM FALAAH WA BAHBOOD K LIYE QAANOONI SATAH PAR PUKHTA AUR
JAARIYA INTEZAAM NA KIYA AUR NA HI KAR RAHE
HAIN JISKA NATEEJA QAUM E MUSLIM QADAM BA
QADAM TABAAHI KI RAAH PAR GAAMZUN HAI. AGAR
EHSAS KO JAGAAYE TO SAAF HO JAYEGA K BHARAT KA
MUSALMAN PASMANDA , PICHDA AUR DOOSRE DARJE K SHAHRI KI MAANIND JEENE KO KYUN MAJBOOR HUA.
AZADI KE PAHLE HI KUCH MUSLIM RAHNUMAAO NE
ALAG MUSLIM LAND YAANI PAKISTAN KI MAANG
UTHA DEE AUR YE MAANG ITNI ZABARDAST THI K
BHARAT KI AZADI SE PAHLE PAKISTAN NE APNI
SHAKAL AKHTIYAR KAR LI MAGAR HINDI MUSALMANO KI EK BADI JAMAAT NE ISE GAWARA NA KIYA AUR
PAKISTAN JAANE SE INKAAR KAR DIYA AUR BHARAT
KO HI APNA WATAN MAANA AUR ISKI MOHABBAT ME
APNE QADMO KO YAHA KI MITTI SE JAKAD LIYA AUR
AAJTAK MAZBOOTI AUR MOHABBAT KE SATH IS MULK
SE WAABASTA HAIN MAGAR KUCH TANZEEME IS BATWAARE KO AAJTAK HAZAM NA KAR SAKEE,N AUR
UNKA BADLA BHARTIYA MUSALMANO SE LENE K LIYE
MUHIM CHALA RAHE HAIN . JISKE PUKHTA SUBOOT
AWAM KE SAAMNE MAZHABI TASAADUM, GUJARAT KA
SARKAARI DEKH REKH ME KARAYA GAYA DANGA AUR
MUSALMANO KA QATL E AAM, ISHTEAAL ANGEZ TAQREERE, MUSLIM AABAADI BARHNE PAR GAUR O
FIKR AUR ROKNE KI TADAABEER, MUSALMANO KO
DAHSHAT GARD SAABIT KARNA WAGAIRA WAGAIRA
SHAKL ME MAUJOOD HAIN. JABKI DAHSHATGARDI PAR
ISLAM KA RUKH SAAF HAI. BEKASOORO KO MAARNA ,
KISI HUJOOM KO MAARNE K SAATH APNI JAAN DENA, KHUDKUSHI KARNA NAAJAAYEZ O HARAM QARAAR
DIYA HAI. JO GUMRAAH NAUJAWAN ISME MULAUWIS
HAIN MAI YAQEEN SE KAH SAKTA HOON K WOH ISLAM
SE BEKHABAR AUR ANJAAN HAIN. ISLAM NE JAB APNI
JAAN MAARNE KA HAQ INSAN KO NAHI DIYA AUR
KHUDKUSHI KO HARAAM QARAAR DIYA FIR YE MAZHAB DOOSRO KI JAAN LENE KI IJAAZAT KAB DEGA. MUSALMANO KO AZADI KE BAAD PAHLA JHATKA
URDU SE DIYA GAYA. PANDIT NEHRU KI HUKUMAT
NEBHARAT KI ZUBANO KE MASLE PAR URDU KO
DOOSRI QAUMI ZUBAN KA BHI DARJA PASAND NA
KIYA JO K AZADI TAK BHARAT KI SARKARI ZUBAN
HUA KARTI THI. YE MUSALMANO KO HUKUMAT E HIND SE AZADI KE LIYE QURBANI DENE KA PAHLA
TOHFA MILA. DOOSRE TOHFEKI SHAKL ME BHARTIYA
HUKUMAT NE PATHAN REGIMENTKO TODKAR EK
BADE AIZAAZ SE SARFARAZ FARMAYA. SAWAL
UTHTA HAI KI KYA AZADI K BAAD BHARAT ME
PATHANO YA ASKARI QAUMO KA KHAATMA HO CHUKA THA ? KYA BHARAT ME BACHE HUE
MUSALMAN APNI SARHADO KI HIFAAZAT KE NAA
AHL THE ? YA FIR KYA YE EK SAAZISH KA HISSA
THA ? YA FIR KYA YE QAUM DYNASOR KE MAANIND
LUPT HO CHUKI THI ? ALAAWA AZEE,N IS QAUM KI
PASMANDAGI KO DOOR KARNE KE LIYE KOI MAKHSOOS INTEZAAM AAJ TAK NA KIYA GAYA.
JISKA NATEEJA TAALEEMI, SAMAAJI WA
EQTESAADI MAHAKMO ME YE QAUM SABSE PEECHHE
NAZAR AANE LAGI. MUJHE SIRF BHAROSA HI NAHI
BALKI YAQEEN HAI
KI JIS DIN IS QAUM E MUSLIM NE FIR SE TAALEEM PAR FATEH PAA LI AUR APNE HUQOOQ KI HUSOOLI
KE LIYE ILMI SATAH SE SIYASI JUNG LADNA SEEKH
LIYA USI ROZ MUSLIM MUKHAALIF TANZEEME APNA
SAR FOD LENGI AUR BHARAT KI SIYASI JAMAATE
GULAMO K MAANIND IS QAUM KI KHIDMAT KARTI
NAZAR AAYENGI. LEKIN YE SIRF KAAGZAAT KO QALAM SE GANDA KARKE MUMKIN NAHI BALKI
ISKE LIYE HAMARI QAUM MUSLIM SE UN HAZRAAT
KO UTHKAR SAAMNE AANA HOGA JO AAJ
EQTESAADI TAUR SE MAZBOOT HAIN. IS QAUM KO
MADAARIS E ARABIA AUR MASAAJID SE ZYADA
ANGREZI TECHNIQI SCHOOL, COLLEGE KHOLKAR KHIDMAAT ANJAAM DENI HONGI. TARAQQI USI
WAQT MUMKIN HAI JAB HAALAAT E HAAZIRA KI
ZAROORATO KE AIN MUTAABIQ HAM BHI CHALE
MAGAR ISKA QATAI MATLAB YE NAHI KI HAM ISLAM
AUR MAZHAB KO DARKINAAR KAR DEI,N. AKHIRI SARWAR E KAAYENAAT, NOOR E MUJASSAM
FAKHR E
DO AALAM SALLALLAHO ALAIH WASALLAM KA IRSHAD
HAI " ILM HASIL KARO CHAAHE TUMHE CHINA JANA
PADE" FALAAH O BAHBOOD AUR TARAQQI KE LIYE
TAALEEM NIHAYAT ZAROORI HAI KYUNKI HUZOOR NE JIS WAQT
YE IRSHAAD FARMAYA US WAQT TAK CHINA ME
QURAAN O ISLAM NE DASTAK NAHI DI THI. YAANI US
WAQT DUNIYAVI TAALEEM ME CHINA KO AHAM
MAQAAM HAASIL THA YANI TARAQQI WA FALAAH O
BAHBOOD KE LIYE DOOSRE FANOON PAR MAHAARAT HAASIL KARNA BHI AIN ISLAM HAI SHART YE K GHAIR
SHARAI NA HO. AAJ MUSALMANO KI SABSE BADI
MUSHKIL YE HAI KIS
QAUM KA KOI RAHNUMA NAHI , KOI QAAYED NAHI.
YAHI BIKHRAO ZILLAT BHARI ZINDAGI KA SABAB HAI.
TAQREEBAN 30 CRORE MUSALMANO KO AAJ EK ADAD RAHNUMA, EK ADAD QAAYED KI TALAASH HAI JO
TAMAM APSI BATWARO KO CHHORKAR SIRF AUR SIRF
MUSLIM FALAAH KE LIYE AAGE AAYE. AAJ QAUM E
MUSLIM SE AGAR KOI LEADER BANKAR UTHTA HAI TO
WAH KISI NA KISI SIYASI JAMAAT SE JUD KAR ZAATI
AUR PARTY KE MAFAAD ME LAG JATA HAI AUR WAHI SE QAUM K BAARE ME FIKR BAND HO JATI HAI. YAHI
WAJAH HAI K IS QAUM ME JITNA BATWARA HAI
SHAAYED HI KISI QAUM ME HO. AGAR HAM AAJ EK HOTE
TO BHARAT KI SIYASI PARTIYA,N HAMSE SAMJHAUTA
KARTI WOH BHI HAMARI SHARAAYET PAR AUR
HUKUMAT HAMARA ABADI K TANAASUB SE HISSA HOTA. HAR MAHAKMA FIR MUSALMANO SE GULZAAR
HOTA , HAR SIMT IS QAUM ME TARAQQI HOTI. KAASH
HAM EK HOTE EK MAQSAD K SATH. HAME SEEKH AUR
SABAQ LENA CHAHIYE S.C. , S.T. QAUMO SE JIKA
QQAYED BHI HAI, RAHNUMA BHI HAI, HISSEDAARI BHI
HAI AUR HUKUMAT BHI. ZAROORAT HAI K QAUM E MUSLIM MUTTAHID HO AUR
MUTTAHID HOKAR EK AISI TANZEEM KA KHAAKA
TAIYAR KAREIN JISKE ZARIYE KUL HIND AUR SUBAAI
SATAH PAR EK AISI SIYASI JUNG KA AAGAAZ HO JO
HUKUMAT SE APNE HUQOOQ KI TALABGAAR HO MAGAR
SAABIT QADMI KE SAATH. HUQOOQ KI SIYASI JUNG LADNE KA HAME QAANOONI, HAQEEQI AUR
PAIDAAISHI HAQ HAASIL HAI. QAUM E MUSLIM KO
APNE ZEHAN SE NIKAAL DENA CHAHIYE K BAGAIR
AWAZ BULAND KIYE HAMARI HUKUMATEIN APNI
JAANIB SE KOI QANOONI SHAKAL ME HAMARI QAUM
KO FAAYEDA pahunchaayengi .HAME APNI QAUM K KHUSHNUMA MUSTAQBIL K LIYE KHUD APNI ZAAT SE
AAGE AANA HOGA NA K SIRF DAAMAN FAILAKAR EK
FAQEER KI MAANIND SADAK K KINAARE AAS
LAGAAYE BAITHE RAHNE SE. RAJASTHAN KE GUJJAR
MISAAL HAIN JO KI MUTTHI BHAR HONE KE
BAAWAJOOD HUKUMAT KO JHUKNE KE LIYE MAJBOOR KAR DIYA. AUR TASAWWUR KIJIYE K QAUM E MUSLIM
30 CRORE HOKAR BHI KHAAMOSH , MURDAA..... AFSOS
SAD AFSOS AAIYE AHAD KAREIN K AANE WALI SUBAH
EK
INQALABI SUBAH HO JO SIYASI GALIYAARO ME
HUNGAMA BAPAA KAR DE K YE ASKARI QAUM FIR SE JAAG UTHI APNE HUQOOQ KI SIYASI JUNG KE LIYE.
¤
CHAAK KAR DI TURK E NAADAA,N NE KHELAAFAT KI
QABA ¤

YA ILAHI

¤ SAADGI MUSLIM KI DE AURO KI
AIYAARI BHI DE ¤

DUAAO KA TAALIB

KHAN HAMID
RAZA ¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤
¤¤¤¤¤ ¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤
Top of Form
Unlike ·
Bottom of Form

Tuesday, 29 January 2013

जो कांग्रेस अपने सांसद अहसान जाफरी को ना बचा सकी वो तुम्हारी हिफाज़त क्या करेगी..??

1- जो कांग्रेस अपने सांसद अहसान
जाफरी को ना बचा सकी वो तुम्हारी हिफाज़त
क्या करेगी..??
2- वो मायावती जो दंगो के बाद मोदी का साथ देने
गयी थी क्या वो तुम्हारी हो सकती है..??

3- वो मुलायम सिंह जो चंद वोटो की खातिर
बाबरी मस्जिद के गुनाहगार को अपने साथ ले
आया क्या वो तुम्हारा रहनुमा है..??
4- जवाब दो देश के मुसलमानों क्यों अपने ही देश में
गुलामो से भी बदतर ज़िन्दगी जी रहे हो..??
5- कब तक उस कांग्रेस को अपना रहनुमा समझोगे
जो बीजेपी की तरह ही तुम्हारी दुशमन है..??
6-अल्लाह को क्या जवाब दोगे मैदाने हश्र में..????
7- 2% की गिनती रखने वाले
सीखो का पिरधानमंत्री है आज और तुम लगभग 18%
हो, तुम क्यों नही बना सकते अपना पिरधानमंत्री..? ?
8- कांग्रेस के युवराज राहुल गांधी मंच पर खड़े होकर
कहतें हैं की जब मुसलमानों में कोई इस काबिल हुआ
तो वो भी पिरधानमंत्री बन जायेगा मैं पूछता हूँ
सभी मुसलमानों से क्या २० करोड़ में कोई खुद को इस
काबिल नही मानता जो देश चला सके..??
9- तुम जितने भी मुस्लमान मेरी बात सुन रहे हो सब खुद
को इस काबिल मानते हो तो बोलते क्यों नही..??
10-अपना हक मांगते क्यों नही..??
11-एकजुट होकर आते क्यों नही..??
कब तक ऐसे शर्मसार होते रहोगे तुम लोग अब उठो और
एक दुसरे का हाथ पकड़ कर इतनी बुलंद आवाज़ ने
नारा दो ताकि अब तक मुसलमानों को मोहरा बनाने
वालो के क़दमो की ज़मीन हिल जाये,
हिन्दुस्तान के बादशाह हम थे हमने अपना खून देकर देश
की हिफाज़त की हे छोटे छोटे टुकडो में बटे देश को हमने
अखंड भारत बनाया था लेकिन आज हमे
विदेशी कहा जाता है देशद्रोही माना जाता है और
वो लोग (संघी) जो आजादी की लडाई में फिरंगियों के
साथी थे आज सबसे बड़े देशभक्त कहलाते हैं,
हमारी क़ुरबानी को इतिहास से हटा कर कूड़े के ढेर पर
फेक दिया गया है, हमारी देश के लिए
दी गयी कुर्बानी को ऐसे ही जला दिया गया है जेसे
दंगो में हमे जिंदा जलाया जाता हे और अगर तुम अब
भी न जागे तो तुम्हारे बच्चो को अमन का हिन्दुस्तान
न मिल सकेगा.......... .!!

Ashraf Azmi

Sunday, 27 January 2013

Dosto ye kitna sach hai aur aap ka kya kahna hai ?


Dosto ye kitna sach hai aur aap ka kya kahna hai ? 

(1)    Azadi ki ladayee me hindu sangathan raha hai to muslim Jamiat bhi raha hai.
(2)    Hindu se Ram Prasad Bismil rahe hain to muslim se Asfakullah Khan rahe hain,
(3)    Hindu se Karamchand Gandhi  rahe hain to muslim se Khan Abdul Gaffar Khan (sarhadi Gandhi )rahe hain.
(4)    Hindu se Jawahar Lal Nehru rahe hain to muslim se Maulana Abul Kalam Azad rahe hain.
(5)    Hindu vande matram gate hain to muslim jangan man gate hain.
(6)    Hindu saare jahan se achha gate hain to muslim bhi saare jahan se achha gate hain.
(7)    Hindu desh ke samvidhan ko mante hain to muslim bhi samvidhan ko mante hain.
(8)    Hindu se Dr Bhabha  rahe hain muslim se Dr A.PJ. Kalam rahe hain.
(9)    Hindu tiranga fahrate hain to muslim bhi tiranga fahrate hain.
(10)Hindu desh ki rakhwali me border par lage hain to muslim bhi border par desh ki rakhwali me lage hain.
(11)Hindu se Rabindranath Tagore rahe hain to muslim se Dr.Muhammad Iqbal rahe hain.
(12)Hindu se Munsi Premchand rahe hain muslim se Mirza Galib rahe hain.
(13)Hindu ke Raj kapoor rahe hain to muslim ke dilip kumar rahe hain.
(14)Hindu ke Kishor kumar rahe hain to muslim ke Mohammed Rafi rahe hain.
(15)Hindu se Laxmikant Piyare Lal rahe hain to muslim se Naushad rahe hain.
(16)Hindu se  Gulshan Bawra rahe hain to muslim se Shahir Ludhyanvi rahe hain.
(17)Hindu Prem Chopda rahe hain to muslim se Amjad Khan rahe hain.
(18)Hindu se Lata Mangeshkar rahi hain to muslim se Noor Jahan rahi hain.
(19)Hindu se Govinda hain to Muslim se Aamir Khan hain.
(20)Hindu se Snil Gawaskar rahe hain to muslim se Mansoor Ali Khan Padodi rahe hain.
(21)Hindu se Baidyanath Ayurved hai to muslim se Hamdard Unani & Ayurvedic  hai.
(22)Hindu se Desh ki seva me Banaras Hindu University hai to Desh ki seva me Aligarh Muslim University bhi hai.
(23)Hindi bhasha desh ki seva me lagi hai to Urdu zuban bhi desh ki khidmat me lagi hai.
(24)Hindu se Babri Masjid ko toti hai to desh ke kuchh hisse me mandir bhi muslim ne tode hain.
(25)Hindu se gujrat me galti huyee hai to muslim ne bhi Kashmir me galti kiye hain.
(26)Hindu se Rashtrya Sevak Sangh hai to muslim se Jamat Islami Hind hai.
(27)Hindu se Bajrang Dal,VHP hain  to muslim se Indian muzahideen aur SIMI hain.
(28)Hindu se Pravin Togadiya hain to muslim se Akbaruddin Owesi hain.
(29)Hindu se Chhota Rajan aur Arun Gauli rahe hain to muslim se Chhota Sakil aur dawood Ibrahim rahe hain.
(30)Hindu se Paragya thakur hai to muslim se Afzal Gru hai.
(31)Hindu se D.Raja aur Suresh Kalmadi hain to muslim se Shahid Balwa aur Karim Telgi hain.

hindu bada bhai agar apne chhote bhai muslim ko saath lene ko tayar hai to muslim bhi chhote bhai ki tarah bade bhai ke saath hone ko tayar hai.

Desh ka bada dushman kaun ?


Desh ka bada dushman kaun ?

(1) Algaowad ?.
(2) Prantwad ?.
(3) Jatiwad ?.
(4) Atankwad ?.
(5) Naksalwad ?.
(6) Kattarwad ?.
(7) Bhashawad ?.
(8) Bharashtachar ?.
(9) Poonjiwad ?.

PASMANDA/BHARTIYA MUSLIM




PASMANDA/BHARTIYA MUSLIM, ZAROORAT EK INQALAB KI

YE MERA MAZMOON AWADHNAMA URDU DAILY ME SHAAYA HUA THA USE AAJ FB PAR QISTO ME LIKH RAHA HOON.

QIST ................. 1

HAAYE RE PASMANDA HINDUSTANI MUSALMAN TERE HAALAAT KO QALAM BAND KARTE HUE AANKHO SE ASHK KI JAGAH LAHOO DAAMAN KO TAR KAR DETE HAIN. AFSOS SADD AFSOS K HAM JAB GINTIYO ME BHARAT AAYE TO EQTEDAAR PE QAABIZ HUE AUR AAJ TAQREEBAN 30 CRORE AABADI HONE KE BAAWAJOOD EQTEDAAR KI BAAT TO DOOR ISME HISSEDAARI BHI NA K BARAABAR HAI. JUNG E AZADI K SHURUAAT SE BHARAT KI AZADI TAK HAMNE APNE CHAMAN KO LAHOO SE SEECHNE ME BHI GUREZ NA KIYA AUR YE SILSILA JAB BHI ZAROORAT PADI JAARI RAHA BALKI JAANISAARI K JAZBE KE SAATH APNE SARO PAR KAFAN BAANDH KAR ANGREZI HUKUMAT K KHILAAF JUNGE LADI AUR FATEH BHI HAASIL KI. MAGAR NAAKAAM HO GAYI UNKI QURBAANIYA JINHONE APNI NASLO K BAHBOOD K LIYE LADAAI LADI. AAJ AZADI KE 65 SAAL BAAD JITNA EQTESAADI, SAMAAJI AUR ROOHANI NUQSAAN HINDUSTAN K MUSALMANO KA HUA UTNA NUQSAAN KISI BHI QAUM KA NAHI HUA AUR IS NUQSAAN KE LIYE AGAR KOI ZIMMEDAAR BHI HAI TO YAHI QAUM E MUSLIM HI HAI KYUNKI HAMARE RAHNUMAAO NE BARSAR E EQTEDAAR HUKUMATO ME NUMAAINDAGI TO KI AUR KAR BHI RAHE HAIN MAGAR UNHONE HUKUMAT SE MUSLIM FALAAH WA BAHBOOD K LIYE QAANOONI SATAH PAR PUKHTA AUR JAARIYA INTEZAAM NA KIYA AUR NA HI KAR RAHE HAIN JISKA NATEEJA QAUM E MUSLIM QADAM BA QADAM TABAAHI KI RAAH PAR GAAMZUN HAI. AGAR EHSAS KO JAGAAYE TO SAAF HO JAYEGA K BHARAT KA MUSALMAN PASMANDA , PICHDA AUR DOOSRE DARJE K SHAHRI KI MAANIND JEENE KO KYUN MAJBOOR HUA. AZADI KE PAHLE HI KUCH MUSLIM RAHNUMAAO NE ALAG MUSLIM LAND YAANI PAKISTAN KI MAANG UTHA DEE AUR YE MAANG ITNI ZABARDAST THI K BHARAT KI AZADI SE PAHLE PAKISTAN NE APNI SHAKAL AKHTIYAR KAR LI MAGAR HINDI MUSALMANO KI EK BADI JAMAAT NE ISE GAWARA NA KIYA AUR PAKISTAN JAANE SE INKAAR KAR DIYA AUR BHARAT KO HI APNA WATAN MAANA AUR ISKI MOHABBAT ME APNE QADMO KO YAHA KI MITTI SE JAKAD LIYA AUR AAJTAK MAZBOOTI AUR MOHABBAT KE SATH IS MULK SE WAABASTA HAIN MAGAR KUCH TANZEEME IS BATWAARE KO AAJTAK HAZAM NA KAR SAKEE,N AUR UNKA BADLA BHARTIYA MUSALMANO SE LENE K LIYE MUHIM CHALA RAHE HAIN . JISKE PUKHTA SUBOOT AWAM KE SAAMNE MAZHABI TASAADUM, GUJARAT KA SARKAARI DEKH REKH ME KARAYA GAYA DANGA AUR MUSALMANO KA QATL E AAM, ISHTEAAL ANGEZ TAQREERE, MUSLIM AABAADI BARHNE PAR GAUR O FIKR AUR ROKNE KI TADAABEER, MUSALMANO KO DAHSHAT GARD SAABIT KARNA WAGAIRA WAGAIRA SHAKL ME MAUJOOD HAIN. JABKI DAHSHATGARDI PAR ISLAM KA RUKH SAAF HAI. BEKASOORO KO MAARNA , KISI HUJOOM KO MAARNE K SAATH APNI JAAN DENA, KHUDKUSHI KARNA NAAJAAYEZ O HARAM QARAAR DIYA HAI. JO GUMRAAH NAUJAWAN ISME MULAUWIS HAIN MAI YAQEEN SE KAH SAKTA HOON K WOH ISLAM SE BEKHABAR AUR ANJAAN HAIN. ISLAM NE JAB APNI JAAN MAARNE KA HAQ INSAN KO NAHI DIYA AUR KHUDKUSHI KO HARAAM QARAAR DIYA FIR YE MAZHAB DOOSRO KI JAAN LENE KI IJAAZAT KAB DEGA.

AGLI QIST ......... AGLE DIN JAARI

APKA SATHI

KHAN HAMID RAZA

¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤
‎ PASMANDA BHARTIYA MUSLIM, ZAROORAT EK INQALAB KI

QIST ,,,,,,,,,.......... ,,,,,,....... 2

MUSALMANO KO AZADI KE BAAD PAHLA JHATKA URDU SE DIYA GAYA. PANDIT NEHRU KI HUKUMAT NEBHARAT KI ZUBANO KE MASLE PAR URDU KO DOOSRI QAUMI ZUBAN KA BHI DARJA PASAND NA KIYA JO K AZADI TAK BHARAT KI SARKARI ZUBAN HUA KARTI THI. YE MUSALMANO KO HUKUMAT E HIND SE AZADI KE LIYE QURBANI DENE KA PAHLA TOHFA MILA. DOOSRE TOHFEKI SHAKL ME BHARTIYA HUKUMAT NE PATHAN REGIMENTKO TODKAR EK BADE AIZAAZ SE SARFARAZ FARMAYA. SAWAL UTHTA HAI KI KYA AZADI K BAAD BHARAT ME PATHANO YA ASKARI QAUMO KA KHAATMA HO CHUKA THA ? KYA BHARAT ME BACHE HUE MUSALMAN APNI SARHADO KI HIFAAZAT KE NAA AHL THE ? YA FIR KYA YE EK SAAZISH KA HISSA THA ? YA FIR KYA YE QAUM DYNASOR KE MAANIND LUPT HO CHUKI THI ? ALAAWA AZEE,N IS QAUM KI PASMANDAGI KO DOOR KARNE KE LIYE KOI MAKHSOOS INTEZAAM AAJ TAK NA KIYA GAYA. JISKA NATEEJA TAALEEMI, SAMAAJI WA EQTESAADI MAHAKMO ME YE QAUM SABSE PEECHHE NAZAR AANE LAGI.

MUJHE SIRF BHAROSA HI NAHI BALKI YAQEEN HAI KI JIS DIN IS QAUM E MUSLIM NE FIR SE TAALEEM PAR FATEH PAA LI AUR APNE HUQOOQ KI HUSOOLI KE LIYE ILMI SATAH SE SIYASI JUNG LADNA SEEKH LIYA USI ROZ MUSLIM MUKHAALIF TANZEEME APNA SAR FOD LENGI AUR BHARAT KI SIYASI JAMAATE GULAMO K MAANIND IS QAUM KI KHIDMAT KARTI NAZAR AAYENGI. LEKIN YE SIRF KAAGZAAT KO QALAM SE GANDA KARKE MUMKIN NAHI BALKI ISKE LIYE HAMARI QAUM MUSLIM SE UN HAZRAAT KO UTHKAR SAAMNE AANA HOGA JO AAJ EQTESAADI TAUR SE MAZBOOT HAIN. IS QAUM KO MADAARIS E ARABIA AUR MASAAJID SE ZYADA ANGREZI TECHNIQI SCHOOL, COLLEGE KHOLKAR KHIDMAAT ANJAAM DENI HONGI. TARAQQI USI WAQT MUMKIN HAI JAB HAALAAT E HAAZIRA KI ZAROORATO KE AIN MUTAABIQ HAM BHI CHALE MAGAR ISKA QATAI MATLAB YE NAHI KI HAM ISLAM AUR MAZHAB KO DARKINAAR KAR DEI,N.

aGLI QIST ......... JARI
INSHA ALLAH AGLE DIN
DUAAO KA TAALIB

KHAN HAMID RAZA

¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤
PASMANDA BHARTIYA MUSLIM, ZAROORAT EK INQALAB KI

QIST ............... 3 AKHIRI

SARWAR E KAAYENAAT, NOOR E MUJASSAM FAKHR E DO AALAM SALLALLAHO ALAIH WASALLAM KA IRSHAD HAI " ILM HASIL KARO CHAAHE TUMHE CHINA JANA PADE"

FALAAH O BAHBOOD AUR TARAQQI KE LIYE TAALEEM NIHAYAT ZAROORI HAI KYUNKI HUZOOR NE JIS WAQT YE IRSHAAD FARMAYA US WAQT TAK CHINA ME QURAAN O ISLAM NE DASTAK NAHI DI THI. YAANI US WAQT DUNIYAVI TAALEEM ME CHINA KO AHAM MAQAAM HAASIL THA YANI TARAQQI WA FALAAH O BAHBOOD KE LIYE DOOSRE FANOON PAR MAHAARAT HAASIL KARNA BHI AIN ISLAM HAI SHART YE K GHAIR SHARAI NA HO.

AAJ MUSALMANO KI SABSE BADI MUSHKIL YE HAI KIS QAUM KA KOI RAHNUMA NAHI , KOI QAAYED NAHI. YAHI BIKHRAO ZILLAT BHARI ZINDAGI KA SABAB HAI. TAQREEBAN 30 CRORE MUSALMANO KO AAJ EK ADAD RAHNUMA, EK ADAD QAAYED KI TALAASH HAI JO TAMAM APSI BATWARO KO CHHORKAR SIRF AUR SIRF MUSLIM FALAAH KE LIYE AAGE AAYE. AAJ QAUM E MUSLIM SE AGAR KOI LEADER BANKAR UTHTA HAI TO WAH KISI NA KISI SIYASI JAMAAT SE JUD KAR ZAATI AUR PARTY KE MAFAAD ME LAG JATA HAI AUR WAHI SE QAUM K BAARE ME FIKR BAND HO JATI HAI. YAHI WAJAH HAI K IS QAUM ME JITNA BATWARA HAI SHAAYED HI KISI QAUM ME HO. AGAR HAM AAJ EK HOTE TO BHARAT KI SIYASI PARTIYA,N HAMSE SAMJHAUTA KARTI WOH BHI HAMARI SHARAAYET PAR AUR HUKUMAT HAMARA ABADI K TANAASUB SE HISSA HOTA. HAR MAHAKMA FIR MUSALMANO SE GULZAAR HOTA , HAR SIMT IS QAUM ME TARAQQI HOTI. KAASH HAM EK HOTE EK MAQSAD K SATH. HAME SEEKH AUR SABAQ LENA CHAHIYE S.C. , S.T. QAUMO SE JIKA QQAYED BHI HAI, RAHNUMA BHI HAI, HISSEDAARI BHI HAI AUR HUKUMAT BHI.

ZAROORAT HAI K QAUM E MUSLIM MUTTAHID HO AUR MUTTAHID HOKAR EK AISI TANZEEM KA KHAAKA TAIYAR KAREIN JISKE ZARIYE KUL HIND AUR SUBAAI SATAH PAR EK AISI SIYASI JUNG KA AAGAAZ HO JO HUKUMAT SE APNE HUQOOQ KI TALABGAAR HO MAGAR SAABIT QADMI KE SAATH. HUQOOQ KI SIYASI JUNG LADNE KA HAME QAANOONI, HAQEEQI AUR PAIDAAISHI HAQ HAASIL HAI. QAUM E MUSLIM KO APNE ZEHAN SE NIKAAL DENA CHAHIYE K BAGAIR AWAZ BULAND KIYE HAMARI HUKUMATEIN APNI JAANIB SE KOI QANOONI SHAKAL ME HAMARI QAUM KO FAAYEDA pahunchaayengi .HAME APNI QAUM K KHUSHNUMA MUSTAQBIL K LIYE KHUD APNI ZAAT SE AAGE AANA HOGA NA K SIRF DAAMAN FAILAKAR EK FAQEER KI MAANIND SADAK K KINAARE AAS LAGAAYE BAITHE RAHNE SE. RAJASTHAN KE GUJJAR MISAAL HAIN JO KI MUTTHI BHAR HONE KE BAAWAJOOD HUKUMAT KO JHUKNE KE LIYE MAJBOOR KAR DIYA. AUR TASAWWUR KIJIYE K QAUM E MUSLIM 30 CRORE HOKAR BHI KHAAMOSH , MURDAA..... AFSOS SAD AFSOS

AAIYE AHAD KAREIN K AANE WALI SUBAH EK INQALABI SUBAH HO JO SIYASI GALIYAARO ME HUNGAMA BAPAA KAR DE K YE ASKARI QAUM FIR SE JAAG UTHI APNE HUQOOQ KI SIYASI JUNG KE LIYE.

¤ CHAAK KAR DI TURK E NAADAA,N NE KHELAAFAT KI QABA ¤

YA ILAHI

¤ SAADGI MUSLIM KI DE AURO KI AIYAARI BHI DE ¤

DUAAO KA TAALIB

KHAN HAMID RAZA

¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤