Friday, 14 December 2012

Baba Ambedkar Sahab ney jab Indian Administration banaya

Baba Ambedkar Sahab ney jab Indian Administration banaya tha tab unhone is mulk ko Secular banaya tha jaha na koi Hindu hoga na koi Muslim.

Jaha sabhi ko bina bhed bhao k ekk dusrey k sath mil jool kar rahney ka haq hoga magar afsoos jin logo ney ye kanoon banwaya unlogo ney hi isey follow nahi kiya.

Kanoon hamesa sey hi kitab tak raha hai unlogo ka ekk maqsad tha Brhamanwaad ko barhana aur aaj usi ka Result hai k 80% inke log hai us jagah par agar is mulk mey B.R. Ambedkar ki rule ko lana hai toh inhe hukumat sey bedkhal karna hoga.

Aur tab banega Hindustan Ekk Secular mulk. Jaha na koi Hindu hoga aur na koi Muslim. Sab Inshaan ho gey.

King Samrat

No comments:

Post a Comment