Thursday, 13 December 2012

Ya Jaati hatao ya 100 % aarakshan lao.


Ya Jaati hatao ya 100 % aarakshan lao.

agar jaati vevastha mazburi hai,
to aarakshan lana zaruri hai

15 % aarakshan SC ko hai
7.5 % aarakshan ST ko hai
27 % aarakshan OBC ko hai
50.5- Bacha hua hai, jinko nahi mila hai use dekar zhagda khatam karo.
------------------------------
50 % sabhi qaum ki mahila ko.
50 % sabhi qaum ke purush ko .
100 % aarakshan lagu karne se garib aur pichhde logon me bhi taalim ki lalak jage gi
100 % aarakshan lagu karne se desh se garibi aur bhookh khatam hogi.
2011 ke jangadna ke motabik jaati adharit sabhi jation ka 100 % arakshan lagu karo

No comments:

Post a Comment