Sabhi Paartiyon mein kuchh Corrupt netaa hain.
Meri aapko salaah hai ki aap sirf yeh sochen ki Sachchar Kemti ki sifarishen Laagoo karne kaa mahaul kaise bane.
Iskaa sirf yehi raastaa hai ki jyaadaa se jyaadaa Muslimon ko apne vote ki Taakat kaa Ehsaas ho. Muslimon ki apni ek Party ho. Muslimon ko apne Hakon kaa pataa ho.
Jyaadaa se jyaadaa Muslim ab Police, CBI aur Khufiyaa Vibhaag mein 18 %

Aaarkshan
ke Liye aandolan chalaayen,Iske liye Jyaadaa se jyaadaa Muslimon ki
Ektaa aur Jaagruktaa badaaiye.Muslimon ko ab SMS, Email, Facebook aur
Pamphlet ki Taakat ko pehchannaa hogaa.
Yaad rakhiye agar Police, CBI aur Khufiyaa Vibhaag mein 25 % Afsar Dalit Samaj ke aur 18 % Afsar Muslim Samaj ke hote. Tab Gujraat mein kabhi bhi Dange naa hote. Daliton ke khilaaf ek bhi Atyaachaar naa hotaa.
Jaraa Sochiye. Shukriyaa.
Dinesh Sant

No comments:
Post a Comment